Meta aur Kenyan firm mein vivad: Smart glasses users ke intimate videos dekhne wale workers ki chhutti
Meta aur uski Kenyan subcontractor ke beech mein vivad. Workers ka kehna hai ki unhone smart glasses users ke intimate videos dekhe aur fir unhe nikaal diya gaya. 1000+ workers redundant.